Latest Video Songs

Showing posts with label Satyagraha. Show all posts
Showing posts with label Satyagraha. Show all posts

Friday, 4 October 2013

Ras Ke Bhare Tore Nain Saanwaria Song Lyrics - Satyagraha


Ras Ke Bhare Tore Nain Saanwaria song Lyrics from Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Kareena Kapoor, Arjun Rampal, Manoj Bajpai, Amrita Rao and Vipin Sharma in the lead roles. This classical song is sung by Shafqat Amanat Ali with background vocals of Arpita Chakraborty.

Song Details:

Song Title : Ras Ke Bhare Tore Nain Saanwaria
Film : Satyagraha (2013)
Lyricist : Prasoon Joshi
Singer : Shafqat Amanat Ali, Arpita Chakraborty

Ras Ke Bhare Tore Nain Saanwaria Lyrics:

Saanwaria.. saanwaria.. saanwaria..

Ras ke bhare tore nain saanwaria
Ras ke bhare tore nain
Ras ke bhare tore nain saanwaria
Ras ke bhare tore nain

Tadpat hoon din rain saanwaria
Tadpat hoon din rain
Tadpat hoon din rain saanwaria..
Tadpat hoon din rain
Bin dekhe nahi chain saanwaria..
Bin dekhe nahi chain
O… ras ke bhare tore nain saanwaria
Ras ke bhare tore nain

Tirkit dha dha dha… tirkit dha

Dard jiya ka ka se kahoon main
Dard jiya ka ka se kahoon main
Tees main kaise boloon
Piya bina main jogan jogan
Piya bina main jogan jogan
Ban ke baanwariya doloon
Aur na kar bechain saanwaria.. saanwaria..
O… ras ke bhare tore nain saanwaria
Ras ke bhare tore nain

Aa…. aa… aa…

Tohre khaatir sej sajaai
Tohre khaatir sej sajaai
Khushbu phulwa phulwa..
Ang ang more gandh tihaari
Bahiyan jhoola jhulwa

Tohre khaatir sej sajaai
Khushbu phulwa phulwa..
Ang ang more gandh tihaari..
Ang ang more gandh tihaari
Bahiyan jhoola jhulwa
Hui suhaagan rain saanwaria..
Hui suhaagan rain
O… ras ke bhare tore nain saanwaria
Ras ke bhare tore nain

Ras ke bhare tore nain saanwaria… saanwaria…


Aiyo Ji Song Lyrics & Video - Satyagraha


Aiyo Ji song Lyrics from Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Kareena Kapoor, Ajay Devgan and Manoj Bajpayee in leading roles. The song has been sung by Shraddha Pandit with music by Salim-Sulaiman. Lyrics of Aiyo Ji song has been penned by Prasoon Joshi.

Song Details:

Song Title : Aiyo Ji
Movie : Satyagraha (2013)
Lyricist : Prasoon Joshi
Singer : Shraddha Pandit
Music : Salim-Sulaiman

Aiyo Ji Song Lyrics

Hamri ataria pe… haaye..

Hamri ataria pe aiyo balam ji
Hamri ataria pe aiyo balam ji
Nainon ke pench lad jaaye haaye.
Nainon ke pench lad jaaye

Hamri ataria pe aiyo balam ji
Hamri ataria pe aiyo balam ji
Nainon ke pench lad jaaye haaye re..
Nainon ke pench lad jaaye

Man ke kewadia…
Man ke kewadia kholo balam ji
Sab din ke jhagde mit jaaye.. haaye re..
Nainon ke pench lad jaaye haaye re..
Nainon ke pench lad jaaye

Phulwari dil ki sooni padi hai..
Barkha jhadi ban aa..
Barso jhamaajham angana mein more
Balma yeh man bhar aaye
Tohre kaaran.. haaye..
Tohre kaaran hum to balam ji
Beech bajaria lut jaaye
Nainon ke pench lad jaaye haaye re..
Nainon ke pench lad jaaye

Hamri ataria pe aiyo balam ji
Hamri ataria pe aiyo balam ji
Nainon ke pench lad jaaye haaye.
Nainon ke pench lad jaaye


Hum Bhole The Song Lyrics - Satyagraha


Hum Bhole The song Lyrics from upcoming Bollywood political thriller Satyagraha, directed by Prakash Jha & starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Kareena Kapoor, Arjun Rampal in the lead roles. The song has been sung by Rahul Ram, Amit Kilam and Himanshu Joshi with music by Indian Ocean (band).

Song Details

Song Title : Hum Bhole The
Movie : Satyagraha (2013)
Lyricist : Prasoon Joshi
Singer : Rahul Ram, Amit Kilam, Himanshu Joshi

Hum Bhole The Lyrics

Hey ae.. hey ae.. hey.. hey.. hey.. hey..
Hey ae.. hey ae.. hey.. hey.. hey.. hey..

Lo mashaalon ko jala dala kisi ne
Bhole the ab kar diya bhaala kisi ne
Lo mashaalon ko jala dala kisi ne
Bhole the ab kar diya bhaala kisi ne

Hum bhole the, hum bhole the, hum bhole the
Hum bhole the, hum bhole the, hum bhole the
Hum bhole hain, hum bhaale hain
Hum bhole the, ab bhaale hain
Hum bhole the, ab bhaale hain
Ab bhaale hain, ab bhaale hain..

Aish hai yeh koyalon ka
Yeh magar na bhool jana
Aish hai yeh koyalon ka
Yeh magar na bhool jana
Raakh shole ki isi basti mein rehte hain yugon se..
Raaste ki dhoool hai
Keechad hai par yeh yaad rakhna
Yeh zameen dhulti nahi
Sankalp waale aansuon se..
Tere aangan ko hai dhaunka lakh si re…

Hum bhaale hain, hum bhaale hain
Hum bhaale hain, hum bhaale hain
Hum bhaale hain

Lo mashaalon ko jala dala kisi ne
Bhole the ab kar diya bhaala kisi ne
Lo mashaalon ko jala dala kisi ne
Bhole the ab kar diya bhaala kisi ne

Hum bhaale hain, hum bhaale hain, hum bhaale hain
Hum bhaale hain, hum bhaale hain, hum bhaale hain

Hum bhole the, ab bhaale hain
Hum bhole the
Ab bhaale hain, ab bhaale hain, ab bhaale hain

Janta Rocks Song Lyrics – Satyagraha


Janta Rocks song lyrics from Prakash Jha’s political thriller Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Kareena Kapoor, Arjun Rampal, Manoj Bajpai, Amrita Rao and Vipin Sharma in the lead roles. Music is composed by Salim-Sulaiman with lyrics by Prasoon Joshi. This song is sung by Meet Bros Anjan Ankit and Papon.

Song Details:

Song Title : Janta Rocks
Movie : Satyagraha (2013)
Lyricist : Prasoon Joshi
Singer : Meet Bros Anjan Ankit, Papon


Janta Rocks Lyrics

Hey..
Hey..
Hey.. O…. hey.. O…

Ho.. hilegi kursi, dolega shaasan
Dag dag dag dag janta rocks

O.. hilegi kursi, dolega shaasan
Dag dag dag dag janta rocks
Ab baat kahegi janta rocks
Jaag uthi hai janta rocks
Baat kahegi, jaag uthi
Ab raaj karegi janta oye..

Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks
Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks
Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks

Ab raaj karegi janta
Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks

Chalo ghotale ki baat karein
Kuchh dhan kaale ki baat karein
Bhai ghotala karna khel nahi, aukaat chaahiye
Ek alag hi kala chaahiye, baat chaahiye

Aam aadmi kya samjhega
Bade logon ki badi baat
Ho.. unse kaho fursat hai bhaiya
Hum chauka, choolha aur daal-bhaat
Ho.. unse kaho fursat hai bhaiya
Hum chauka, choolha aur daal-bhaat

[Aur yeh mantri ji ne kalaai ke prayog se bhan ko mod diya hai boundary line ki tarah,
yahan koi fielder nahi aur janta ke dekhte hi dekhte Swiss bank mein ek aur khaata khula.
Par hamre ghotaale se tohra ghotala bada kaisa re..
Ji haan super ghotaale ki chamkaar zyaada safed]

Ghotala chap tumhein salaam
Janta karti tumhein pranaam
Khamosh rahi hai ab tak par
Ab baat karegi janta..

Aara ra ra ra ra ra ra janta tuff
Aara ra ra ra ra ra ra janta tuff
Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks
Ab raaj karegi janta

Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks…

Everybody stops aware is janta
Hum sab saath chalein hum hain janta
Chalo chalo chalo sammaan ki baat karein
Kuchh inki shaan ki baat karein

Lo gaadi chali..
Lo batti wali, badi niraali gaadi chali
Lo batti wali, badi niraali, mantri wali gaadi chali
Idhar se udhar, udhar se idhar
Lo traffic ruka, janta wala, bhola bhala traffic ruka
Lo janta wala, bhola bhala, aam aadmi ka traffic ruka
Scooter ruka, bike ruki, auto taxi bus bhi ruki
Titar se bitar, bitar se titar
Arre batti waalon ki yehi hai shaan
Mera Bharat pareshaan

Oonchaai se neeche aao
Humse aakar nazar milaao
Baith ke dekho tamasha
Ab bindaas chalegi janta

Aara ra ra ra ra ra ra janta walks
Aara ra ra ra ra ra ra janta walks
Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks
Ab raaj karegi janta

Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks…

Chalo sanskaar ki baat karein
Thoda achaar ki baat karein
Achaar ki arre suno to sahi
Neembu aam mix panchrangi
Ho gaye fail saare achaar
Jab se apne desh mein aaya
Achaaron ka achaar….
Bhrashtachaar… bhrashtachaar… bhrashtachaar…

[Pehle ek badi si beimaani leejiye. Ab is beimaani ke chhote chhote tukde kar ke sookhne ke liye daal deejiyega.
Phir ek katore mein kameenepan ka tail le kar beimaani ke tukde us mein daal deejiye.
Ab ismein milana thoda sa laalach thodi si haraamkhori aur achchi tarah se mila kar iska paste bana leejiye.
Bhrashtachaar taiyyar he.. he.. he..]

Wahaan takiye mein thoonsa rupaiya
Yahaan pe bhookhi janta maiya
Unki gaaye bhi khaaye badaam
Gale mein rassi mare kisaan
Kholo sansad ke darwaaje
Knock kare hai janta khol

Aara ra ra ra ra ra ra janta knocks
Aara ra ra ra ra ra ra janta knocks
Aara ra ra ra ra ra ra janta rocks
Ab raaj karegi janta

Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks.. janta rocks..
Janta rocks, janta rocks, janta rocks
Janta rocks…

Monday, 12 August 2013

Manoj Bajpai introduces his character - Manoj Bajpai


Watch Manoj Bajpai talk about his role of a politician who uses every means to break the system. Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Kareena Kapoor, Ajay Devgn, Amrita Rao, Arjun Rampal & Manoj Bajpai releases in cinemas on 30th August, 2013
.

Thursday, 8 August 2013

Making of Raske Bhare Tore Naina - Satyagraha



You heard and loved Raske Bhare Tore Nain from Satyagraha, now watch how Ajay & Kareena shot for this soulful track that defines the beautiful romantic equation between Manav and Yasmin. Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Kareena Kapoor, Ajay Devgn, Arjun Rampal, Manoj Bajpai and Amrita Rao, releases in cinemas on 30th August, 2013.

Wednesday, 7 August 2013

Satyagraha Dialogue Promo - Baaraati Ka Dhol


Satyagraha Dialogue Promo - Baaraati Ka Dhol
Manav confronts the political situation in the country. Watch this high octane scene from Satyagraha. The film starring Amitabh Bachchan, Kareena Kapoor, Ajay Devgn, Arjun Rampal, Manoj Bajpai & Amrita Rao releases in cinemas on 30th August, 2013.

Monday, 29 July 2013

Friday, 26 July 2013

Satyagraha Dialogue Promo 2


Here's the second dialogue promo from upcoming movie "Satyagraha" directed by Prakash Jha. The starcast of movie Satyagraha includes Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Arjun Rampal, Kareena Kapoor, Manoj Bajpai. The all stars are mega ones and best performer till now in almost all his movies.
Enjoy and stay connected with us!!

Satyagraha Full Song - Amitabh Bachchan & Ajay Devgan


Presenting title song of movie Satyagraha directed by Prakash Jha. The starcast of the movie Satyagraha are Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Arjun Rampal, Kareena Kapoor, Manoj Bajpai. The all stars are mega ones and best performer till now in almost all his movies.
Song: SATYAGRAHA
Singer: RAJIV SUNDARESAN, SHIVAM PATHAK, SHWETA PANDIT
Music: SALIM - SULAIMAN
Lyrics: PRASOON JOSHI


Thursday, 4 July 2013

Satyagraha Global Trailer Launch


The trailer of Satyagraha was released on 26th June, 2013 in London & Mumbai simultaneously. Attended by Mr. Bachchan, Arjun Rampal, Amrita Rao & Mr. Prakash Jha in Mumbai and joined by Ajay Devgn & Kareena Kapoor via Video Conferencing from London.
Directed by Prakash Jha and starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Kareena Kapoor Khan, Arjun Rampal, Amrita Rao and Manoj Bajpai, the film releases in cinemas on 30th August 2013.
Satyagraha is the story of a son who yearns for a father. Of a father who grieves for his lost son. Of a young woman who fights so hard with life that she has forgotten to love. Of an ambitious rabble-rouser, for whom action is the knee-jerk mantra. It is the story of how these four discover one another, and come together to raise hell, shaking the powers that be to their very roots! Satyagraha is also the story of an influential power-hungry despot who will stop at nothing to destroy them. Satyagraha - Welcome to the fight!


Satyagraha Behind the scenes


Shooting for Satyagraha has kept Bebo on her toes and off her food. Watch this clip to see how she sneaks a bite on set between shots. Satyagraha starring Amitabh Bachchan, Kareena Kapoor, Ajay Devgn, Amrita Rao, Arjun Rampal & Manoj Bajpai is releasing in cinemas on 30th August, 2013.

Wednesday, 26 June 2013

Satyagraha Official Trailer - Ajay Devgn & Kareena Kapoor Khan

Satyagraha directed by Prakash Jha and starring Amitabh Bachchan, Ajay Devgn, Kareena Kapoor Khan, Arjun Rampal, Amrita Rao and Manoj Bajpai releases in cinemas on 23rd August 2013.
Satyagraha is the story of a son who yearns for a father. Of a father who grieves for his lost son. Of a young woman who fights so hard with life that she has forgotten to love. Of an ambitious rabble-rouser, for whom action is the knee-jerk mantra. It is the story of how these four discover one another, and come together to raise hell, shaking the powers that be to their very roots! Satyagraha is also the story of an influential power-hungry despot who will stop at nothing to destroy them. Satyagraha - Welcome to the fight!


Friday, 5 April 2013

Box Office

Powered by Blogger.

Blog Archive

 

© 2013 Bollywood Songs Video Lyrics. All rights resevered. Designed by Templateism

Back To Top